Roman script

saadi ke fall sa kabhi match kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re 
saadi ke fall sa kabhi match kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re 
touch karke touch karke touch karke touch karke
kahaan chaldi bach kar ke touch karke touch karke
touch karke dil se dil attach kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
saadi ke fall sa kabhi match kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
saaya jabse mila tera saaya bhaaya mujhe har baar tu bhaaya
laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise jaise
aaya jabse hai yaar tu aaya chhaaya banke hai pyaar tu chaaya
laaya sapne hazaar tu laaya aise aise haan aise aise aise
sach karke, sach karke mere sapne sach karke
kahan chaldi bach karke touch karke touch karke
touch karke dil mera kyun scratch kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
saadi ke fall sa kabhi match kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
ghar se chali me jaha kabhi ghar se sar se chunari kaha udi sar se 
dar se nikali jaan meri dar se aise aise haan aise aise aise
jaise barse barse ghata kahi barse tarse mere armaan sabhi tarse
dar se nikali jaan meri dar se aise aise haan aise aise aise
cut karke cut karke sine se dil cut karke 
kaha chaldi bach karke cut karke cut karke 
cut karke dil kaha fir patch kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
saadi ke fall sa kabhi match kiya re
kabhi chhod  diya dil kabhi catch kiya re
saadi ke fall sa kabhi match kiya re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Nakash Aziz, Antara Mitra

actor: Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha