Roman script
(jag suna suna thera thera sa mera sapna apna ghera ghera sa) - 2 sare sehar ki jagmag ke bitar hai andhera har muskan ke peeche chupa hua gum ka chehra yehi hai sach to harpal ko jee lu mein jee bhar ke aur has has ke yeh keh dun dukho ke pathar se alvida alvida, alvida alvida koi waqt ke aage hara hara sa koi pyaar mein firta mara mara sa dil ke riston mein kyon dard hamesha milta hai aur kyon kaanton per hi phool sukho ka khilta hai yehi hai sach to mein iss sach ko hi apnaunga mar bhi jaunga to mein pyaar amar kar jaunga alvida alvida, alvida alvida alvida alvida, alvida alvida (zindagi na mil ajnabi banke) - 2 (bandagi shamil har dua banke) - 2 zindagi na mil ajnabi banke bandagi shamil har dua banke
Song details
- Singer: Kailash Kher
- Singer: Naresh
- Singer: Paresh Kamath
- Film / album: Dasvidaniya (2008)
- Composer: Kailash Kher, Naresh Paresh
- Lyricist: Kailash Kher
- Actor: Vinay Pathak
- Actor: Ranvir Shorey
- Actor: Rajat Kapoor
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Saurabh Shukla
- Actor: Gaurav Gera
- Actor: Suchitra Pillai
- Actor: Sarita Joshi
- Actor: Suresh Menon
- Actor: Purbi Joshi
- Actor: Joy Fernandes
- Actor: Sachin Khurana
- Actor: Kiku Sharda
- Actor: Kunal Kumar
singer: Kailash Kher, Naresh, Paresh Kamath