Roman script

main hadso se jaam ladta chala gaya 

hansta hansta pita pilata chala gaya 

wo rafta rafta jaam pailet gaye mujhe 

main rafta rafta hosh mein aata chala gaya

sardi ho ya garmi ho 

sardi ho ya garmi ho 

ya barish ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

sasti ho ya mahangi ho jayada ho ya kam

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

har pal saath nibhati hai 

har dukh ki ye sathi hai 

har pal saath nibhati hai 

har dukh ki ye sathi hai 

har dukh ki ye sathi hai 

ye jina sikhlati hai 

main to sath rahegi apne 

khushiya ho ya gam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

sardi ho ya garmi ho 

sardi ho ya garmi ho 

ya barish ka mausam  

har mausam hai pine ka mausam

har mausam hai pine ka mausam

duniya se ghabrana kyu 

logo se sharmana kyu

duniya se ghabrana kyu 

logo se sharmana kyu

logo se sharmana kyu

maikahne mein na jana kyu 

khud bhi piyenge pi layenge 

ham jabtak dam mein hai dam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

sardi ho ya garmi ho 

sardi ho ya garmi ho 

ya barish ka mausam  

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

har ek sham adhuri hai 

mujhse kyu ye doori hai 

har ek sham adhuri hai 

mujhse kyu ye doori hai 

mujhse kyu ye doori hai 

kaisi ye majburi hai 

rashid aakhir na pine ki 

kyu khaye kasam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

sardi ho ya garmi ho 

sardi ho ya garmi ho 

ya barish ka mausam  

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

sasti ho ya mangi ho jyada ho ya kam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam 

har mausam hai pine ka mausam

Explore this song