Roman script

main haadso se, jaam ladata chala gaya 

hansta hansata, peeta peelata chala gaya

wo rafta rafta, jaam peelate gaye mujhe 

main rafta rafta, hosh mein aata chala gaya

sardi ho ya garmi ho

sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

sasti ho ya mehangi ho, jyada ho ya kam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har pal sath nibhati hai, har dukh ki ye saathi hai

har pal sath nibhati hai, har dukh ki ye saathi hai

har dukh ki ye saathi hai ye jeena sikhalati hai

may to saath rahegi apne, khushiya ho ya gham

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

sardi ho ya garmi ho

sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

duniya se ghabrana kyu, logo se sharmana kyu

duniya se ghabrana kyu, logo se sharmana kyu

logo se sharmana kyu, maikhane mein na jana kyu

khud bhi peeyenge peelayenge hum 

jab tak dum mein hai dum

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

sardi ho ya garmi ho

sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har ek shaam adhuri hai, may se kyu ye duri hai

har ek shaam adhuri hai, may se kyu ye duri hai

may se kyu ye duri hai, kaisi ye majburi hai

rashid aakhir na peene ki, kyun khayi hai kasam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

sardi ho ya garmi ho

sardi ho ya garmi ho, ya baarish ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

sasti ho ya mehangi ho, jyada ho ya kam

har mausam hai, peene ka mausam

har mausam hai, peene ka mausam

Explore this song