Roman script

sarakti jaye rukh se nakaab ahista ahista 
sarakti jaye rukh se nakaab ahista ahista 
niklta aa raha hai aftaab ahista ahista 
sarakti jaye rukh se nakaab ahista ahista 
jawab haone lage jab wo 
to ham se kar liya parda 
jawab haone lage jab wo 
to ham se kar liya parda 
haye yakalaklt aai aur 
shabaab ahista ahista 
sarkti jaye rukh se 
nakaab ahista ahista 
hamare aur tumahre pyar me 
bas fark hai itna 
hamare aur tumahre pyar me 
bas fark hai itna 
idhar to jaldi jaldi hai 
udhar ahista ahista 
sarkti jaye rukh se 
nakaab ahista ahista 
wo bedardi se sar kaate "ameer"
aur main kahun un se 
wo bedardi se sar kaate "ameer"
aur main kahun un se 
niklta raha hai aftaab ahista ahista 
sarkti jaye rukh se 
nakaab ahista ahista

Song details

Song video

Watch on YouTube