Roman script

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

aankh gulabi chauda sina

kad hai pairo ka buta

aankh gulabi chauda sina

kad hai pairo ka buta

baki muskano se zulmi ne

hai mujhko luta

baki muskano se zulmi ne

hai mujhko luta

dekh ke uski jawani

haye mera bura haal hai

dekh ke uski jawani

haye mera bura haal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

nind udaye chain churaye

kali topi wala

nind udaye chain churaye

kali topi wala

jane bedardi ne mujhpe

kaisa jadu dala

jane bedardi ne mujhpe

kaisa jadu dala

ho gayi mai diwani

aur badli meri chal hai

ho gayi mai diwani

aur badli meri chal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

sar pe topi kali aur hath me lal rumal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

balle balle mera mehbub kya kamal hai

Explore this song