Roman script

yamuna kinare rah nihare teri gopi ka radha

tujhko pukare bansi bajaiya bansi ki dhun to bajaja

yamuna kinare rah nihare teri gopika radha

tujhko pukare bansi bajaiya bansi ki dhun to bajaja

sham ho gayi mai to bawri pyar kar liya sun le

tarse radhika khabar le jara yamuna me tumko dekhe

sham ho gayi mai to bawri pyar kar liya sun le

tarse radhika khabar le jara yamuna me tumko dekhe

tere bina eye krishan kya karu aake tum jara ye to bol do

prit lagake bhul gaye kyu aas jagake chhod gaye kyu

bolo karishana, yamuna kinare rah nihare teri gopi ka radha

tujhko pukare bansi bajaiya murli ki dhun to sunaja

Explore this song