Roman script

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

kabse intezaar tha

dil ye bekraar tha

aaj ke din ke liye

mar ke bhi puri karenge kasam

tere liye o sanam

mar ke bhi puri karenge kasam

tere liye o sanam

kabse intezaar tha

dil ye bekraar tha

aaj ke din ke liye

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

yaad kar vo bhi din

khaai thi jab kasam

umar bhar ke liye

ho gaye tere hum

yaad kar vo bhi din

khaai thi jab kasam

umar bhar ke liye

ho gaye tere hum

jindgi me kisi ki rakha jab kadam

hum vo kayamat utha denge

tauba hum tumse kara denge

kal tak din tumhara tha

aaj din humara hai

badla chukaane ko hum

aaj din humara hai

badla chukaane ko hum

mar ke bhi lenge dubara janam

tere liye o sanam

mar ke bhi puri karenge kasam

tere liye o sanam

mar ke bhi puri karenge kasam

dil ye bekraar tha

aaj ke din ke liye

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

jindgi ban gayi jiski ek intezaar

jindgi ban gayi jiski ek intezaar

khwaab tune bana hi diya jiska pyaar

jindgi ban gayi jiski ek intezaar

khwaab tune bana hi diya jiska pyaar

waqt hai ab bhi tu

kar le usko swikaar

tujhpe apne ko mita denge

oh tera hak tujhko dila denge

shaam ko jo ghar aa jaaye

vo bhula kab kahlaaye

shaam ko jo ghar aa jaaye

vo bhula kab kahlaaye

tere do ashko pe hum

kar denge sab maaf tere sitam

tere liye o sanam

kar denge sab maaf tere sitam

tere liye o sanam

kabse intezaar tha

dil ye bekraar tha

aaj ke din ke liye

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

sar pe kafan baandh ke aaye hum

tere liye o sanam

Explore this song