Roman script
sar pe bandhe kafan chali main chali haan sar pe bandhe kafan chali main chali jung hain aajadi ka dekho gali gali lahu ki kimat par layenge swarag nenstonabudh honge gore shahab aao khao ye kasam chhodenge na sath sar pe bandhe kafan chali main chali jung hain aajadi ka dekho gali gali swadesh pukare aur ranbhumi swadesh pukare aur ranbhumi sankat me hain humari janni swadesh pukare aur ranbhumi sankat me hain humari janni dekho dehleez pahunche firangi, raunde berahmi se vatan ke liye hum ladenge sabhi katayenge sar naa jhukayenge kabhi aao rakhe vatan ki hum laaj sambhal ke nacho re humjoli, humjoli har kadam hain dekho kanto se bhari sapno ki manjil hain aajadi se hi jaan hatheli pe ho jab ranbhumi me veergati mile ya milegi vijay swadesh ke liye kuch bhi kar jayenge maut mile ya jindgani mile hoga wahi jo bhi kismat me likha sar pe bandhe kafan chali main chali jung hain aajaadi ka dekho gali gali sar pe bandhe kafan chali main chali jung hain aajadi ka dekho gali gali
Song details
- Singer: Padmanabh I
- Singer: Pranamika Goswami
- Film / album: Purab Ki Awaz (2016)
- Composer: Tapan Kakoti, Ajay Phukon, Hitesh Baruah
- Lyricist: Chandra Mudoi
- Lyricist: Deepak Roy
- Actor: Nipon Goswami
- Actor: Urmila Mahanta
- Actor: Debasis Barthakur
- Actor: Dr. Tapan Sharma
- Actor: Monimara Bora
- Actor: Rina Bora
Song video
singer: Padmanabh I, Pranamika Goswami
lyricist: Chandra Mudoi, Deepak Roy