Roman script

mamta ki chaanw me, sapno ke gaaon me

mamta ki chaanw me, sapno ke gaaon me

maiya aur baabuji the, laad pyaar karte the

pal vo kahan gaye gujar

bepanah tujhe chaahun maa

janme jane hain jameen aasmaan

jab tu bulaati thi, sab chod aati thi

khushiya chhalakti thi teri aankho se

jab nind na aati thi loriyaan sunaati thi

aur main so jaati thi teri baahon me

jab main gir jaati thi, god me uthaati thi

baabuji bhi kitne khush hote the na maa

bepanah tujhe chaahun maa

janme jane hain jameen aasmaan

nanhi kali thi main phulon ki sej par

aai jawani to main gayi bikhar

jalne lagi hun main parwaane ki tarah

kaise chupaaun main jakhme jigar

maine chuni hain jo raah, us raah ki 

na koi manzil, jaaun main kidhar

faasla na bacha koi

ab maut aur mere darmiyaa

Explore this song