Roman script

saqi ki har nigah pi balkhaake pigaya

saqi ki har nigah pi balkhaake pigaya

lehron se khelta hua lehrake pigaya

saqi ki har nigah pi bal khaake pigaya

zaahid ye meri sokh-e- rindana dekhna

zaahid ye meri sokh-e-rindana dekhna

zaahid ye meri sokh-e-rindana dekhna

rehmat ko bato bato me behlake pi gaya

rehmat ko bato bato me behlake pi gaya

lehron se khelta hua lehrake pi gaya

saqi ki har nigah pi bal khaake pi gaya

sarmasti- e- azal mujhe jab yaad aa gayi

sarmasti- e- azal mujhe jab yaad aa gayi

sarmasti- e- azal mujhe jab yaad aa gayi

duniya e aitbaar ko thukraa ke pi gaya

duniya e aitbaar ko thukraa ke pi gaya

lehron se khelta hua lehrake pi gaya

saqi ki har nigah pi bal khaake pi gaya

us jaan-e- maikada ki kasam barha jigar

us jaan-e- maikada ki kasam barha jigar

us jaan-e- maikada ki kasam barha jigar

khul aalam-e- visaat pe main chhake pi gaya

khul aalam-e- visaat pe main chhake pi gaya

lehron se khelta huaa lehrake pi gaya

saqi ki har nigah pi bal khaake pi gaya

Explore this song