Roman script

he he o ho ho la la la 
ha ha ha ha ha 
aa sapno ki naav lekar hawao 
mere sang aao chalo chale 
aao re chalo chale, dhire dhire nadiya ke paar 
ho lahre ke kandhe pe hokar sawar 
he sapno ki naav lekar hawao 
mere sang aao chalo chale 
aao re chalo chale, dhire dhire nadiya ke paar
bandhu re saathi re 
o din me hain shaam kabhi 
shaam me hain raat dubi 
raat me andhera duba jaye re 
o dil me hain pyaar duba 
pyaar me hain yaar duba 
yaar hi savera ban ke aye re 
hay re pyar hi savera ban ke aaye re 
suraj ki naaw lekar hawa 
mere sang aao chalo chale
aao re chalo chale, dhire dhire baadlo ke paar 
kirano ke kandhe pe hoke sawar 
he sapno ki naav lekar hawao 
mere sang aao chalo chale 
aao re chalo chale, dhire dhire nadiya ke paar
saathi re bandhu re 
jangal me phul khile, phulo se phul mile 
tan man ka hosh bhula jaaye re 
ho dekho re dekho mere maathe ki bindiya 
chanda churake bhaga jaaye re 
hay re chanda churake bhaga jaaye re 
aa kismat ki naav mekar hawa 
mere sang aao chalo chale 
aao re chalo chale, dhire dhire jivan ke paar 
saunp de jawani ko pahala pahala pyaar 
ha sapno aha sapno ki naav 
ha sapno ki naav lekar hawao 
mere sang aao chalo chale 
aao re chalo chale, dhire dhire nadiya ke paar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Jaspal Singh, Aarti Mukherjee