Roman script
sapne tut gaye kyu, apne ruth gaye kyu raahe jhuk gayi kyu, zindagi tham gayi kyu kyu hui meri aankhe nam sapne tut gaye kyu, apne ruth gaye kyu raahe jhuk gayi kyu, zindagi tham gayi kyu kyu hui meri aankhe nam khushi kyu nahi rehti hardam khushi kyu nahi rehti hardam nahi rehti hai ye khushi hardam kaha jaau pata nahi, kya kahu kuch bacha hi nahi kaun si ummid se dil behlaau hasne ke liye kya bahaane banaau raahe jhuk gayi kyu, zindagi tham gayi kyu kyu hui meri aankhe nam khushi kyu nahi rehti hardam khushi kyu nahi rehti hardam nahi rehti hai ye khushi hardam kaha dhundhu, kaha nahi laapta hu mai yahi pe kahi dur tak khud ko mai tanha hi paau sapne sach mai kaise karke dikhaau raahe jhuk gayi kyu, zindagi tham gayi kyu kyu hui meri aankhe nam khushi kyu nahi rehti hardam khushi kyu nahi rehti hardam nahi rehti hai ye khushi hardam
Song details
- Singer: Arpita Mukherjee
- Film / album: Ek Tha Hero (2016)
- Composer: Monty Sharma
- Lyricist: Sunil Sirvaiya
- Actor: Ayush Mahesh Khedekar
- Actor: Amita Pathak
- Actor: Asrani
- Actor: Ashwini Kalsekar
- Actor: Darshan Jariwala
- Actor: Sheila Sharma
actor: Amita Pathak, Ayush Mahesh Khedekar, Ashwini Kalsekar