Roman script

jab se tere naina mere naino se lage re
lage re lage re
jab se tere naina mere naino se lage re
lage re lage re
tab se deewana hua aa haaa
sab se begaana hua aa haaa
rab bhi deewana lage re 
rab bhi deewana lage re
jab se tere naina mere naino se lage re
lage re lage re
tab se deewana hua aa ha
sab se begaana hua aa ha
rab bhi deewana lage re 
rab bhi deewana lage re 
jab se mila hai tera ishaara
tab se badhi hai bechainiya 
tab se badhi hai bechainiya 
jab se hui sargoshiyan
tab se jagi hai madhossiyan
jab se mile yaara 
tere mere man ke dhaage re
dhaage re dhaage re
tab se deewana hua aa haaa
sab se begaana hua aa haaa
rab bhi deewana lage re 
rab bhi deewana lage re
jab se tera aanchal dhala
tab se koi jadoo chala
jab se tujhe paaya 
ye jiya dhak dhak bhaage re
tab se deewana hua aa ha
sab se begaana hua aa ha
rab bhi deewana lage re oye oye oye oye
rab bhi deewana lage re ho 
jab se tere naina mere naino se lage re

Song details

Song video

Watch on YouTube