Roman script

sapne saja kar apna bana kar

apno ne dhokha diya

kaise kahenge humko hamare

sapno ne dhokha diya sapne saja kar

mangi thi humne chahat ki khushiya

ruswai humko mili dil ko mile gam

aankho ko aansu tanhai humko mili

us bewafa ne humko wafa ka

inam aisa diya

sapne saja kar apna bana kar

apno ne dhokha diya sapne saja kar

sikwa nahi hai koi kisi se

koi shikayat nahi kyu jee rahe hai

jab koi humko jeene ki chahat nahi

dil bujh gaya hai to kyu jal raha hai

ye zindagi kla diya

sapne saja kar apna bana kar

apno ne dhokha diya

kaise kahenge humko hamare

sapno ne dhokha diya sapne saja kar

Explore this song