Roman script

phere huye bahar padi sindhuri bandhan juda 

sato zanam ho sath humne milkar ye wada kiya 

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

phulo ke gao me pyar ki chhao me  

pyara sa ho koi ghar apna

sajna sajna apna bhi yahi hai sapna

ho phulo ke gao me pyar ki chhao me 

pyara sa ho koi ghar apna

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

oo madhur milan me do sanso ka sangam jab ho jaye 

tan par bikhare pyar ki rangat man me ujala chhaye 

do tan mile do man mile ho shuru phir ek safar naya

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

sajna sajna apna bhi yahi hai sapna

phulo ke gao me pyar ki chhao me  

pyara sa ho koi ghar apna

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

milkar dil ke do humrahi jin raho se jaye

ho un raho par pyar ke mosam phul hi phul bichhaye  

jhume lahar gaye hawa koi nagma pyar ka

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

sajna sajna apna bhi yahi hai sapna

ho phulo ke gao me pyar ki chhao me 

pyara sa ho koi ghar apna

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

kal dekhe the jo bhi sapne aaj huye wo pure 

tu jo mila to pure huye ha tere bina the adhure 

ye jaa rahe ya na rahe kabhi honge na ab hum zuda

sapna sapna apna hai yahi ek sapna

sajna sajna apna bhi yahi hai sapna

ho phulo ke gao me pyar ki chhao me  

pyara sa ho koi ghar apna

sapna sapna apna tha yahi ek sapna

Explore this song