Roman script

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

ye meri chaal dekho ye gore dekho 

ye lambe baal dekho dil chura lungi

roop nagar se aayi main to log kahe matwari

log kahe matwari

ek nazar se kar du ghayal maaru nain katari

maaru nain katari

ye mera roop dekho nashili dhoop dekho 

kaisa anoop dekho hosh uda dungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

ghum ghaam ke aayi main to jaipur aur bareli

jaipur aur bareli

ghum ghaam ke aayi mai to jaipur aur bareli

jaipur aur bareli

bambai nagari aa pahuchi hu tere liye main akeli

tere liye main akeli

ye mera rang dekho pagal umag dekho 

dil ki tarang dekho dhum macha dungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

hirani jaisi aankhiya mori koyal jaisi gaau

koyal jaisi gaau

hirni jaisi aankhiya mori koyal jaisi gaau

koyal jaisi gaau

main bagiya ki mast morani sabka dil bahlaau

sabka dil bahlaau

ye meri shaan dekho duniya hairan dekho

dil ki udaan dekho rang jama dungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

ye meri chaal dekho ye gore dekho 

ye lambe baal dekho dil chura lungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

sapera bin baja bin baja naachungi main to naachungi

Explore this song