Roman script

sansar key sab sukh tere, aa pyar ki baho me

aa pyar ki baho me

palko se mai chun chun lungi, chun lungi

palko se mai chun chun lungi, kante hain jo raho me

kante hain jo raho me, aa pyar ki baho me

sansar key sab sukh tere

jab ghum tujhe gherenge, jab dard satayega

jab ghum tujhe gherenge, jab dard satayega

tab tab teri duniya me, aaungi dawa banake

koyi tere kwabo ko jis wakt jalayega

koyi tere kwabo ko jis wakt jalayega

masum wafa meri, masum 

masum wafa meri, barasegi ghata banake

ley lungi tere dilko mai, ley lungi tere dilko mai

iss dil ki panaho me, iss dil ki panaho me

palko se mai chun chun lungi, chun lungi

palko se mai chun chun lungi, kante hain jo raho me

kante hain jo raho me, aa pyar ki baho me

sansar key sab sukh tere

apna tujhe samajha hai, sine se laga lena

takalifo se ghabarake, daman na chhuda lena

samajhega hunar tera, nadan jamana kya

samajhega hunar tera, nadan jamana kya

har mod pe jivan key, ek shama jala di hai

abb dard kaa shikava kyun, abb ashk behana kya

abb dard kaa shikava kyun, abb ashk behana kya

hasane ki ada tune, hasane ki 

hasane ki ada tune, jakhmo ko sikha di hai

ummid jaga di hai, ummid jaga di hai 

mayus nigaho me, mayus nigaho me

palko se mai chun chun lungi, chun lungi

palko se mai chun chun lungi, kante hain jo raho me

kante hain jo raho me, aa pyar ki baho me

sansar key sab sukh tere

Explore this song