Roman script

sap se badhke mera jahar hai mai hu gazab ka jaharila insan

uska jahar to dunia utar de mere jahar se bachaye bhagwan

sap se badhke mera jahar hai mai hu gazab ka jaharila insan

uska jahar to dunia utar de mere jahar se bachaye bhagwan

sap se badhke mera jahar hai mai hu gazab ka jaharila insan

dunia ke sitam se pathar ke sache me mujhe dhala

toofano se mujhe pala bas pyar jhuka sakta mujhko

ya uparwala mai dono ka hi matwala

mujhe pyar ke badle me nafrat se agar cheda

uth jayega fir toofan sap se badhke mera jahar hai

mai hu gazab ka jaharila insan uska jahar to dunia utar de

mere jahar se bachaye bhagwan

mai ram hu aise anyayi sansar ke aanga me 

ye bheja hai mujhe van me jo aag lagi thi lanka me

sulage hai mere man me bhadke hai mere man me

samjhi na agar mujhko pachtayegi ye dunia

karke mera apman sap se badhke mera jahar hai

mai hu gazab ka jaharila insan uska jahar to dunia utar de

mere jahar se bachaye bhagwan

Explore this song