Roman script

sandhya jo aaye man ud jaye jane re kaho karu kya upaye

sandhya jo aaye man ud jaye jane re kaho karu kya upaye

sandhya jo aaye 

kon raha hai apna kisko pukaru re kisko pukaru 

baithi akeli palke niharu re palke niharu 

panchhi bhi gaye sab laut aaye

tum hi na aaye karu kya upaye sandhya jo aaye

apni to ek raina birha ki raina

birha ki raina dil kya hai ye na jane

mere do naina mere do naina ek rat jaye ek rat aaye

tum hi kaho karu kya upaye sandhya jo aaye man ud jaye

jane re kaho karu kya upaye sandhya jo aaye

Explore this song