Roman script

sanchi kaho mose balma sanchi kaho mose balma

kal ko roko jo ye jahan

kya fir bhi sajna hamse pyar karogo

ho hamse hamse pyar karoge

jab tak mohabbat hai maharban

kaise rokega ye jahan hamko a janejan

tumse pyar karenge tumse pyar karenge

mano ek din mai tumse bekhata aise yu hi rut jau piya

mano ek din mai mano ek din mai tumse bekhata 

aise yu hi rut jau piya kal aane ka vada to karu

vada karke to phir na aau piya

to ham sanam thadap thadap tera intjar karenge

jab tak mohabbat hai maharban

sanchi kaho mose balma

o kahi aao tum mai banwari khidki tak na aa sakun daud ke

kahi ao tum o kahi na aao tum mai banwari 

khidki tak na aa sakun daud ke soi rah jau mai hari thaki 

gore mukh pe aanchra odh ke

to ham sanam machal machal teri hi pukar karenge

sachi kaho balma jab tak mohabbat hai maharban

kaise rokega ye jahan hamko a janejan

kya phir bhi sajna hamse pyar karenge

tumse pyar karenge ho hamse hamse pyar karoge

tumse pyar karenge

Explore this song