Roman script

sanam tu chal diya rasta, mere bina

to kya main rah nahi sakta, tere bina

sanam tu chal diya rasta, mere bina

to kya main rah nahi sakta, tere bina

sanam tu chal diya rasta

jaye ka ujad kya ye sansaar, zara ye batlade humse

ellora ajanta kutubminar, khade hai kya tere dum se

jaye ka ujad kya ye sansaar, zara ye batla de humse

ellora ajanta kutubminar, khade hai kya tere dum se

rahegi woh dilli, rahega ye bombay , aur calcutta aji suna

sanam tu chal diya rasta, mere bina

to kya main rah nahi sakta, tere bina

ha, sanam tu chal diya rasta

bhul na sakega dil jo mera, sanam tumhari baato ko

kabhi kabhi diwano ki tarah, phiruga uth ke rato ko

bhul na sakega dil jo mera, sanam tumhari baato ko

kabhi kabhi diwano ki tarah, phiruga uth ke rato ko

jiya chahe tarse par bistar se, uthunga main haske, aji suna

sanam tu chal diya rasta, mere bina

to kya main rah nahi sakta, tere bina kya

sanam tu chal diya rasta, mere bina

to kya main rah nahi sakta, tere bina

Explore this song