Roman script

tum mile to ye umar kam lage sanam 

kyun mujhe tum pahle na mile sanam 

lakhon mein dil tumhi chhu gaye 

tanhaaiyon mein hum dono kahi kho jaye 

hum aashiqon ki tarah rahenge sanam 

dil aur jaan qurbaan karenge sanam

lamhe chura lu main pas aa 

phir sada ke liye ek duze ka ho jaye 

ye raaste kare yaad hume hi sanam 

sabse ho juda lo pyar kare hum sanam 

main to hu chah ki ik shama 

parwana ban ke aa dheere dheere jal jaye 

tum mile to ye umar kam lage sanam 

kyun mujhe tum pahle na mile sanam 

tum mile to ye umar kam lage sanam 

kyun mujhe tum pahle na mile sanam

Explore this song