Roman script

bheegi bheegi sadko pe main tera intezar karu

dhire dhire dil ki zamin ko tere hi naam karu

khudko main yoon kho du ke phir na kabhi paau

haule haule zindagi ko ab tere hawaale karu

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

karam re, karam re tera mujhpe karam hua re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

tere karib jo hone laga hu

to tute saare bharam re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

baadalo ki tarah hi toh tune mujhpe saaya kiya hai

baarisho ki tarah hi toh tune khushiyo se bhigaya hai

aandhiyon ki tarah hi toh tune hosh ko udaaya hai

mera muqaddar sanwara hai yoon

naya savera jo laaya hai tu

tere sang hi bitaane hain mujhko

mere saare janam re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

karam re, karam re tera mujhpe karam hua re

sanam re, sanam re tu mera sanam hua re

mere sanam re mera hua re

tera karam re mujhpe hua ye

mere sanam re mera hua re

tera karam re mujhpe hua ye

Explore this song