Roman script

samne baithi raho

dil ko karar aayega

samne baithi raho

dil ko karar aayega

bada betab hai, thoda to sambhal jayega

aise na dekho sanam

mujhko sharam aati hai

tez dhadkan hai,meri aankh jhuki jati hai

aise na dekho sanam

mujhko sharam aati hai

roz aati ho meri

jaan chali jati ho

aane jane mein

sab waqt guzar jata hai

har jagah dekhta rahta hun

tumhara chehra

meri nazaro ko na kuch aur nazar aata hai

samne baithi raho

dil ko karar aayega

bada betab hai, thoda to sambhal jayega

aise na dekho sanam

mujhko sharam aati hai

kyun mere husn ki, taarif kiya karte ho

had se bhi jyada na ho jaun

main magroor kahin

aise halat mein na, koi khata ho jaye

aisi bato se na ho jau, main majbur kahin

aise na dekho sanam, mujhko sharam aati hai

tez dhadkan hai, meri aankh jhuki jati hai

samne baithi raho

dil ko karar aayega

tum to rahti ho subah sham 

meri yadon mein 

tum mera dil ho meri jaan ho

meri dhadkan ho 

jis hanseen dor se har saans bandhi hai meri 

tum mere pyar ka nazuk sa wahi bandhan ho 

samne baithi raho

dil ko karar aayega

samne baithi raho

dil ko karar aayega

bada betab hai

thoda to sambhal jayega

aise na dekho sanam

mujhko sharam aati hai

tez dhadkan hai, meri aankh jhuki jati hai

aise na dekho sanam

mujhko sharam aati hai

Explore this song