Roman script

sambhalo zara dil ko o banda parwar

sambhalo zara dil ko o banda parwar

nigaho se koi shararat na ho

ye kya dard dil me utha halka halka

ye kya dard dil me utha halka halka

khudaya ye kahi mohabbat na ho

sambhalo zara dil ko o banda parwar

banda parwar banda parwar

ye khusbu me duba duba mausam gulabi 

ye masti me khoya khoya aalam sharabi

ye khusbu me duba duba mausam gulabi 

ye masti me khoya khoya aalam sharabi

sama hai aashikana ye jadu na jagana

sama hai aashikana ye jadu na jagana

ho jaye na kahi ye dil diwana

sambhalo zara dil ko o banda parwar

nigaho se koi shararat na ho

sambhalo zara dil ko o banda parwar

banda parwar banda parwar

ye madhosh bahke bahke katil ishare

ruswa na kar de jalim dil ko hamare

ye madhosh bahke bahke katil ishare

ruswa na kar de jalim dil ko hamare

nashili nazro ka nazara hai anokha

nashili nazro ka nazara hai anokha

de jaye na kahi ye dil bhi dhokha

sambhalo zara dil ko o banda parwar

sambhalo zara dil ko o banda parwar

nigaho se koi shararat na ho

sambhalo zara dil ko o banda parwar

ye kya dard dil me utha halka halka

ye kya dard dil me utha halka halka

khudaya ye kahi mohabbat na ho

sambhalo zara dil ko o banda parwar

banda parwar banda parwar

Explore this song