Roman script

samay o dhire chalo bujh gai rah se chhao
dur hai dur hai pi ka gaao dhire chalo dhire chalo
ji ko bahalaa liyaa
tune aas nirash ka khel kiya 
tune aas nirash ka khel kiya 
char dino me koi jiya na jiya 
char dino me koi jiya na jiya 
zahar ye sas ka piya na piya 
zahar ye sas ka piya na piya 
ye hava sab le gai
karava ke nisha bhi uda le gai
karava ke nisha bhi uda le gai
udati havao vale milege kahan 
udati havao vaale milege kahan 
koi bata do mere piya kaa nisha
koi bata do mere piya kaa nisha
samay o dhire chalo bujh gai rah se chhaao
dur hai, dur hai pi ka gao dhire chalo dhire chalo

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar