Roman script

samajh hain moti teri, jab ungali hogi tedhi 
tab hi to niklega ghi 
ghi kha ghi khaye 
kya kahn ehai tere, are yaar kasam se mere
sach baat tune kahi 
ham tum kya bade bade, thagte hain kya khade khade 
karke dil lagi 
are pagal jamane me, is pagal khane me 
sabse tu paagal, hi ban ke mil 
pagal ke liye hain maaf
kuchh bhi wo kare majak, sun ye mere dil 
are sun ye mere dil
mare kaun sa jaadu, jo bankar ghume baabu 
gadbad ghotala hain kya 
gadbad ghotala hain kya, gadbad ghotala hain kya 
gadbad ghotala
gadbad gadbad gadbad
gadbad ghotala hain kya 
are fark raha kya tujhme, are fark raha kya mujhme 
tujhko agar du bata 
yaaro se mat chhupa, kha pike maje uda 
tune sach kaha, aa tune sach kaha 
pagal jamane me, is pagal khane me 
sabse tu paagal, hi ban ke mil 
pagal ke liye hain maaf
kuchh bhi wo kare majak, sun ye mere dil 
are sun ye mere dil

Song details