Roman script

salam salam salam salam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

salam salam salam salam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

aaya kaha se jaunga kaise

aaya kaha se jaunga kaise ye na pucho tum dosto

salam salam salam salam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

mere sahib chhup gaye kyu samne aa jayiye

mere layak koi khidmat ho to fir farmayiye

mere sahib chup gaye kyu samne aa jayiye

mere layak koi khidmat ho to fir farmayiye

aapko jiski yad me nind aati nahi

huzur ko wohi paigam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

kya karu mai mere dil ko dillagi ka shok hai

aap jaise dushmano se dosti ka shok hai

kya karu mai mere dil ko dillagi ka shok hai

aap jaise dusmano se dosti ka shok hai

yaro dalo hath purani bato par

liye hue naye paigam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

salam salam salam salam

salam salam salam salam mai aa gaya

liya kisi ne mera nam mai aa gaya

Explore this song