Roman script

kal subha jagi si aayegi apni zindagi

kal subha jagi si aayegi apni zindagi

ho ye khafaa zindagi theek ho kal

ghum ke har sawaal ka jawaab ho kal

kal kab aayega par ye kal kab aayega yaar

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

tujhe pata hai tu mera bhai hai bhai

arre tere liye to jaan bhi haazir hai yaar

abe ye mat samajhna m mujhe chadh gayi hai

to kya bolta hai ek ek small aur ho jaye

oonchi neechi rah pe chale jo hum chale

ja ke manzilon pe hi mile

jo galat hai aaj kal wo theek sa lage

aur shaam der se dhale

yaari me hi apni to shaam ho

manzilein bhi apni ghulam hon

kal kab aayega par 

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sir mai aapki bohat izzat karta hun

i love you yaar you are my bro

yaar aaj chadh nahi rahi hai yaar

to ek ek aur small ho hi jaye yaar

chhotii moti aarzu hum kyun kare

apni to lottery lage

jo bhi chaha aaj tak roz wo mile

panchiyo ke sang hum udein

baadlon pe apna naam ho

chand ke saath do do jaam ho

kal kab aayega abe yaar ye kal kab aayega yaar

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

sala ye kal kab aayega

Explore this song