Roman script

sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada

tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha

tauba tauba tauba tauba

duniya ko becha hai paimane bhar ke

hum to hai pyase teri nazar ke

duniya ko becha hai paimane bhar ke

hum to hai pyase teri nazar ke

humko teri may se bhala kya vasta kya vasta

sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada

tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha

tauba tauba tauba tauba

wo may buri hai jo hosh uda de

aisi pila de jo hosh me la de

wo may buri hai jo hosh uda de

aisi pila de jo hosh me la de

bahke hue sambhale zara aisi pila aisi pila

sakiya uff teri ye ada sakiya uff teri ye ada

tauba tauba tauba tauba bin piye kya hua ye nasha

tauba tauba tauba tauba

Explore this song