Roman script

saki ki zarurat hai na zam ki zarurat hai 
humko to sanam tere bas naam ki zarurat hai 
subha ki zarurat hai na sham ki zarurat hai 

har ek wada kasam se tod de
har ek wada kasam se tod de
chahe duniya akela chhod  de
mil gaya humko kisi ke palko ka saya
thak chuke hai hum hume aaram ki zarurat hai
saki ki zarurat hai na zam ki zarurat hai 
humko to sanam tere bas naam ki zarurat hai 
tum ho apne koi bhi  hum nahi
tum ho apne koi bhi  hum nahi
darne wale saza se hum nahi 
mana ulfat hai badi badnaam duniya me
phir bhi humko to kisi ilzam ki zarurat hai 
saki ki zarurat hai na zam ki zarurat hai 
humko to sanam tere bas naam ki zarurat hai 
is jaha se hume kya wasta
is jaha se hume kya wasta ab hamara zuda hai rasta
sunke jismo dil dhadak uthe ye diwana
dil diwane ko usi paigam ki zarurat hai 
saki ki zarurat hai na zam ki zarurat hai 
humko to sanam tere bas naam ki zarurat hai 
subha ki zarurat hai na sham ki zarurat hai 
humko to sanam tere bas naam ki zarurat hai

Song details

Song video

Watch on YouTube