Roman script

sakhiya re sakhiya re mithi mithi, batiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re kate nahin, ratiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re mithi mithi, batiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re kate nahi, ratiya re sakhiya re sakhiya re ho

do dilon ki duri mujhse sahi na jaaye

bin tere ik pal kahin, na chain mujhko na aaye

jawa iss dhadkan ki, betaabi ka abb karna hai ijhaar

na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar 

aarjoo aarjoo bass teri aarjoo, aarjoo aarjoo bass teri aarjoo

sakhiya re sakhiya re mithi mithi, batiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re kate nahi, ratiya re sakhiya re sakhiya re ho

kya jamin aur kya palak hai, har jagah tera nagas hai

khaab mein yaadon mein kya hai, sirf tera aks hai

dhadkanon mein hai teri hi, chaahaton ki daastaan

tu nahi paas toh jeena hai bekaar

na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar 

na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar 

aarjoo aarjoo bass teri aarjoo, aarjoo aarjoo bass teri aarjoo 

dhola re dhola re dhola, o raanjha o raanjha

dhola re dhola re dhola, dhola re dhola re dhola 

jindagi toh kat rahi hai, bass tere ehsaas mein

bass teri hi tishngi hai, inn labon ki pyaas mein

saare armaan bol dungi, rubru jab aayega

ja re ja tujhse hi, karna hai ikraar

na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar 

na jaane tu na jaane yaar, mujhe tujhse hai kitna pyaar 

aarjoo aarjoo bass teri aarjoo, aarjoo aarjoo bass teri aarjoo  

sakhiya re sakhiya re mithi mithi, batiya re sakhiya re sakhiya re ho

sakhiya re sakhiya re kate nahi, ratiya re sakhiya re sakhiya re ho

Explore this song