Roman script

sakhi sarkar hai teri, garibo ka tu data hai

tere dar par jo aata hai, wo kuch lekar hi jata hai

jo tu chahe to ghar ujada hua abaad ho jaye

koi majbur gum ki kaid se, aazad ho jaye

sajde me hai sar, tujh par hai najar

sajde me hai sar, tujh par hai najar

shikwe bhi juba tak aa pahuche

shikwe bhi juba tak aa pahuche

o dunia ke malik dekh jara

o dunia ke malik dekh jara

diwane yaha tak aa pahuche

diwane yaha tak aa pahuche

diwane diwane diwane

diwane yaha tak aa pahuche

diwane yaha tak aa pahuche

shikwe bhi juba tak aa pahuche

bhatakti fir rahi thi aarzu

gum ki raaho me hai

achanak teri surat fir gayi

meri nigaho me

duaao ka bahaal aaya

jaha kafir banti hai

suna ye hai tere darbar me

takdir banti hai

jalta hai badan fukta hai jigar

jalta hai badan fukta hai jigar

jalta hai badan fukta hai jigar

kar ab to karam le ab to khabar

kar ab to karam le ab to khabar

kar ab to karam le ab to khabar

chilman se nikal kar dekh jara

chilman se nikal kar dekh jara

parwane kaha tak aa pahuche

parwane kaha tak aa pahuche

parwane kaha tak aa pahuche

parwane parwane parwane

parwane kaha tak aa pahuche

parwane kaha tak aa pahuche

shikwe bhi juba tak aa pahuche

Explore this song