Roman script

sakhi ri piya ko, jo main naa dekhu 

to kese kaatu andheri, ratiyaan 

sakhi ri piya ko, jo main naa dekhu 

to kese kaatu andheri, ratiyaan 

wo jin mai unke, hi roshni ho 

kahi se la do, mujhe wo ankhiyaan 

sakhi ri piya ko, jo main naa dekhu 

to kese kaatu andheri, ratiyaan 

dilo ki baatein, dilo ke andar 

zara si zid se, dabi huyi hai 

wo sunana chahe, zubaan se sab kuch

wo sunana chahe, zubaan se sab kuch

main karna chahu, nazar se batiyaan

yeh ishq kya hai, yeh ishq kya hai 

yeh ishq kya hai, yeh ishq kya hai 

sulagti saansein, tarasti ankhein 

machalati raahein, dhadkati chhatiya 

main kaise maanu baraste naino tumne 

dekha hai piko aate

na kaag bole, na mor nache

na cooke koyal, na chatke kalyan

sakhi ri piya ko, jo main naa dekhu 

to kese kaatu andheri, ratiyaan 

sakhi ri piya ko, jo main naa dekhu 

to kese kaatu andheri, ratiyaan

Explore this song