Roman script

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

umr yu hi nikal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

umr yu hi nikal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

hai nazar aashiyan pe bijli ki

hai nazar aashiyan pe bijli ki

chaal apni ye chal na jaaye kahi

chaal apni ye chal na jaaye kahi

umr yu hi nikal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

darte hai kyu laga ke aag abhi

darte hai kyu, darte hai kyu 

darte hai kyu laga ke aag abhi

mom ka but pighal na jaaye kahi

mom ka but pighal na jaaye kahi

umr yu hi nikal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

waqt bhi hai hasin mausam bhi

waqt bhi hai hasin mausam bhi

rukh hawa ka, rukh hawa ka

rukh hawa ka badal na jaaye kahi

rukh hawa ka badal na jaaye kahi

umr yu hi nikal na jaaye kahi

din gaya shaam dhal na jaaye kahi

Explore this song