Roman script

sakhi mohe neend na aaye ho

sakhi mohe neend na aaye ho

sakhi mohe neend na aaye ho

piya ko panth niharat naina 

piya ko panth niharat naina 

rain bitaye ho neend na aaye ho 

sakhi mohe neend na aaye ho

bin dekhe kal nahi parat jiyara ghabraye ho 

bin dekhe kal nahi parat jiyara ghabraye ho 

ang ang byakul bhaye man piya piya gaaye ho 

sakhi mohe neend na aaye ho

sakhi mohe neend na aaye ho

antarvedna virah ki koi paar na paye ho 

antarvedna virah ki koi paar na paye ho 

mira byakul birhin sudh budh visraye ho 

sakhi mohe neend na aaye ho

sakhi mohe neend na aaye ho

Explore this song