Roman script

sajani kyu pyar jagaya tha

kyu pyar jagaya tha 

kyu chhup kar badali me chanda muskaya tha

kyu pyar jagaya tha 

sajani kyu pyar jagaya tha

naino me basane wale 

ho milke bichhadne wale

naino me basne wale 

ho milke bichhadne wale

bhule huye rahi ko kyu mit banaya tha

kyu pyar jagaya tha

sajani kyu pyar jagaya tha 

ek rat ho chupke chupke 

dariya ke kinare chhupke 

ek rat ho chupke chupke 

dariya ke kinare chhupke 

naino ke isharo se 

naino ke isharo se 

kyu mujhko bulaya tha 

kyu mujhko bulaya tha 

jiwan ke sathi chhute 

aasha ke bandhan tute 

jiwan ke sathi chhute

aasha ke bandhan tute 

tute jin sapno ka sansar banaya tha

kyu pyar jagaya tha 

sajani kyu pyar jagaya tha

Explore this song