Roman script

ek chakkar paav mein hai ek chakkar sar mein hai 

ek chakkar paav mein hai ek chakkar sar mein hai 

ham to chakkar mein pade hai wo maje se ghar mein hai 

aur hujur aap ki 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

hujur aap ki hujur aap ki 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

ke dilgi haye ke dilgi mein 

sab kuchh luta ke dekh liya 

hujur aap ki bato mein aakar dekh liya 

hujur aap ki ye dilgi hai ye dilgi hai nahi 

to aur kya hai ye dilgi hai to

dil ki lagi kise kahiye aur maja isi mein hai 

khamosh rah ke dukh sahiye 

magar janab ne magar janab ne 

danka baja ke dekh liya 

danka baja ke dekh liya 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

ham apne darde jigar ka ilaaj kar naa sake 

aur kisi tarah ye jara si ishq mar naa sake 

??? ke tike lagaa ke dekh liya 

??? ke tike lagaa ke dekh liya 

??? ke tike lagaa ke dekh liya 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

ishq ka bukhar tiko se nahi jata to fir 

bukhar ishq ka tiko se jaa nahi sakta 

aur marije ishq kabhi chain pa nahi skta 

ki aaj tune bahut ki aak tune bahut ki 

aajma ke dekh liya 

ki aaj tune bahut aajma ke dekh liya 

hujur aap ki baato mein aakar dekh liya 

hujur aap ki

Explore this song