Roman script

kabhi kahe dil de de

kabhi kahe ja de de

kabhi kahe dil de de

kabhi kahe ja de de

kabhi kahe ye de de

kabhi kahe vo de de

sab kuch liya mera, sab kuch liya

jab dene ki baari aai, to sajna ne

dhokha diya dhokha diya

dhokha diya dhokha diya

jab dene ki baari aai, to sajna ne

dhokha diya

piya piya o piya

le ke mera jiya

ho piya mujhe badnaam kiya

ho piya ye kya kiya

ye kya kiya

ye tune ye kya kiya

ye kya kiya

kabhi kahe maan bhi ja

kabhi kahe paas to aa

kabhi kahe lag ja gale

kabhi kahe dur na ja

sab kuch kiya maine, sab kuch kiya

fir kya hua

jab bari bedardi ki aai, to sajna ne

dhokha diya dhokha diya

dhokha diya dhokha diya

jab bari bedardi ki aai, to sajna ne

dhokha diya

laaya laaya main laaya

tere liye pyaar laaya

main aaya tohfe hazaar laaya

main aaya, ki na wafa o bewafa

haay ki na wafa o bewafa

kabhi kahe bindiya le

kabhi kahe baali le

kabhi kahe chudi le

kabhi kahe kangna le

kehta raha bas vo kehta raha 

jab humne badhai kalaai, to sajna ne

dhokha diya dhokha diya

dhokha diya dhokha diya

jab humne badhai kalaai, to sajna ne

dhokha diya

Explore this song