Roman script

sajna mera jiyra jale aa jhum ke 

badra tale ek bar tu lag ja gale 

sajna mera jiyra jale aa jhum ke 

badra tale ek bar tu lag ja gale

sajna mera jiyra jale

chachal pawan bole bhikhra gayi dali mere tan ki

mahka gayi man me agan bhadka gayi

sajna mera haye jiyra jale aa juhm ke badra tale

ek bar tu lag ja gale sajna mera jiyra jale

aakhe kahe pyar aa sapna hai tu dil ye kahe mera

apna hai tu apna hai ya sapna hai tu

sajna mera ha ha sach jiyra jale aa jhum ke badra tale

ek bar tu lag ja gale sajna mera 

jiyra jale sajna mera jiyra jale

aa jhum ke badra tale ek bar tu 

lag ja gale sajna mera jiyra jale

Explore this song