Roman script

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

duniya ke mele me hum hai akele

tere bina dole jiya mere piya aaja

jaa bhi aye thandi hawa

leke aa piy ka pata

piy ka pata piy ka pata

use kahna hai sanam

ache balam laut bhala

dil mera roye aankh na soye

dil mera roye aankh na soye

kaisa ye dukhda diya mera piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

sab ke sajan laut ke aaye

yad piya ki meri jan jalaye

sab ke sajan laut ke aaye

yad piya ki meri jan jalaye

ruthe balam tujhe kaun manaye

ruthe balam tujhe kaun manaye

maine kya kusur kiya

mere piya aaja sajna aaja

darsh dikha ja

tuhje fir yad kiya mere piya aaja

sajna aaja sajna aaja sajna aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

khich ke layi tujhe layi tujhe dil ki lagan

lagan hai mere sajan khich ke layi tujhe

layi tujhe dil ki lagan lagan hai mere sajan

dekh ke tujhko hui aaj meri preet magan

aaj meri preet magan dekh ke tujhko hui

aaj meri preet magan aaj meri preet magan

nache mera tan piya sang sang man piya

nache mera tan piya sang sang man piya

jhum raha hai jiya mere piya aaja

jhum raha hai jiya mere piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

sajna aaja darsh dikha ja

tujhe fir yad kiya mere piya aaja

Explore this song