Roman script

maaf karein insaaf kare rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane jahaan se abb main hoon juda

jaan liya hai maine maan liya hai, maine pyaar ko apna khuda

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda

har chaahat mannat si lage, mujhe duniya bhi jannat si lage

khwaabon mein bikhari jhalak se mila, main toh jamin falak se mila

hosh nahi hai abb hosh nahi, chaaya hai mujhpe nasha

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda 

sajda main karun pyaar ka sajda

har afsana nazar se bayaan, mere ehsas tarang jawan

aise jasbato se dil yeh mila, jaise viraano mein phool khila

saari fiza mein rava hai, rava meri dhadkano ki sada

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda

sajda main karun pyaar ka sajda

maaf karein insaaf kare rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane jahaan se abb main hoon juda

jaan liya hai maine maan liya hai, maine pyaar ko apna khuda

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda

sajda main karun pyaar ka sajda

Explore this song