Roman script

maaf karein insaaf 

karein rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane 

jahaan se abb main hoon juda

jaan liya hai maine maan liya hai 

maine pyaar ko apna khuda

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda

sajda main karun pyaar ka sajda

har chaahat mannat si lage

mujhe duniya bhi jannat si lage

khwaabon mein bikhari jhalak se mila

main toh jamin palak se mila

hosh nahi hai abb hosh nahi

chaaya hai mujhpe nasha

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda 

sajda main karun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan 

mere ehsaas tarang jawaan

aise jasbaaton se dil yeh mila 

jaise viraano mein phool khila

saari fiza mein rava hai 

rava meri dhadkano ki sada

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda

sajda main karun pyaar ka sajda

maaf karein insaaf karein

rab ho na khafa

jaane jahaan se begaane 

jahaan se abb main hoon juda

jaan liya hai maine maan liya 

hai maine pyaar ki apna khuda

sajda main karun pyaar ka sajda

sajda main karun yaar ka sajda

sajda karun didaar ka sajda sajda 

main karun pyaar ka sajda

lyrics typed by : kavita golden

Explore this song