Roman script

sajan sajan pukaru galiyo me 

sajan sajan pukaru galiyo me 

kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me 

sajan sajan pukaru galiyo me 

sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

aise rutha hai bedardi kaha na mane

aise rutha hai bedardi kaha na mane

mere ji ke meri jaa ki kadar na jane

mai usi julmi ke naina mastane

kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me 

sajan sajan pukaru galiyo me 

sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana

bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana

bhawre samjhe kaliyo se hai mera yarana

mai to apna rutha sajan diwana

kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me 

sajan sajan pukaru galiyo me 

sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke

mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke

ho rama hansti hai purab se hawa aa aa ke

wo chhupa hai dil me aur na ja ja ke

kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me 

sajan sajan pukaru galiyo me 

sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me

Explore this song