Roman script

sajan ke ghar jana o sajni 

sajan ke ghar jana 

sajan ke ghar jana o sajni 

sajan ke ghar jana 

sajan tera 

sajan tera ho o 

sajan tera tu sajan ki 

naach uthe 

naach uthe khushya jeevan ki 

aaye shma suhana sajni 

o sajani sajan ke ghar jana 

solh singar kar le 

solh singar kar le o gouri 

naino me pyar bhar le 

ho naino me pyar bhar le 

sajan ke ghar tera ant gujara 

ho tera ant gujara 

ghar ko swarg banana sajni 

o sajani sajan ke ghar jana 

sajan ka ghar door waha hai 

jaha chandan ka ped hai 

ho ja ab taiyar saloni 

ho ja ab taiyar saloni aaya hai sandesh 

rote dote doli chaldi hole hole jaldi jaldi 

pyar ki jyot jalana sajani  

o sajani sajan ke ghar jana 

sajan ke ghar jana o sajani 

sajan ke ghar jana

Explore this song