Roman script

sajan ho sajan, sajan ho sajan

sajan kyun muh fer liya nind ka kiya bahana

sajan kyu muh fer liya nind ka kiya bahana

aaj mujhe fursat nahi 

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana, sajan ho sajan 

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana, sajan ho sajan 

gussa chhodo pyar karo, gussa chhodo pyar karo

humse aankhe char karo jhuthe ho jhuthe ho ikrar karo

tum to roz mujhe kehte the main hu tera diwana diwana diwana

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana, sajan ho sajan 

sagar me tufan jage seene me arman jage

sagar me tufan jage seene me arman jage

mera ji or jaan jage tum aise me ruth gayi

muskil hua manana manana manana

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana, sajni ho sajni 

sajni kyun muhfer liya nind ka kiya bahana

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana

jao jake so jao, man bhi jao ab aao

pehle ek kasam khao fir na gaoge tum ye

dil todne wala gana gana gana ye gana

aaj mujhe fursat nahi or kisi din aana, sajan ho sajni

ho sajan, sajni, sajan, sajni

Explore this song