Roman script

saza mili hai kisi se ye dil lagane ki 

saza mili hai kisi se ye dil lagane ki 

hansi udati hai duniya mere fasane ki

saza mili hai kisise yeh dil lagane ki

saza mili

khushi se khelne wala zamana kya jane 

khushi se khelne wala zamana kya jane 

kisi garib ko hasrat hai muskurane ki

saza mili hai kisi se ye dil lagane ki

saza mili

kuch aur gham bhi bechain ho to dede ae kismat

kuch aur gham bhi bechain ho to dede ae kismat

ki ab to mujhko bhi aadat hai gham uthane ki

saza mili hai kisi se ye dil lagane ki 

hansi udati hai duniya mere fasane ki

saza mili hai kisi se ye dil lagane ki

saza mili

Explore this song