Roman script

saja hai bhojanaalay, bhojan ka hai himaalay

lagi hai bhuk jamake, khaaunga peth bharke

laddu laal pedha imarti naankataayi

bundi son halawa rasgulla rasmalaayi

kaala gulaabjaamun wa ha ha ha

khaaunga peth bharke

saja hai bhojanaalay, bhojan ka hai himaalay

lagi hai bhuk jamake, khaaunga peth bharke

wa ha ha ha

puri sabji chatani, aur ghee mein duba halawa

dudh ki nadi hai, khir ka hai jalawa

khana hai lajawaab wa ha ha ha, khaaunga peth bharke

saja hai bhojanaalay, bhojan ka hai himaalay

lagi hai bhuk jamake, khaaunga peth bharke

wa ha ha ha

ped mithe mithe, phal ke bane pahaad

sharbati samandar aur aam ki achaar

dahi hai bemisaal wa ha ha ha, khaaunga peth bharke

saja hai bhojanaalay, bhojan ka hai himaalay

lagi hai bhuk jamake, khaaunga peth bharke

wa ha ha ha

Explore this song