Roman script

raswanti naar aayi saz ke singaar aayi 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

raswanti naar aayi

mehndi rachi paanwo me jhanki jhn jhn jhanjhariyaan 

mehndi rachi paanwo me jhanki jhn jhn jhanjhariyaan 

chn chn jaise gagan se barse barkha ki bundaniyaan 

kuhu kuhu kuke kori ambiyaan ki daari daari 

kaari koyaliya chake chake 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke

raswanti naar aayi saz ke singaar aayi 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

raswanti naar aayi

mukhde pe hai preet bhari sangeet hai kangana me 

mukhde pe hai preet bhari sangeet hai kangana me 

tut gira poonam ka chanda tere angana me 

meh se kahat naahi bas me rahoge naahi 

o dhadkan kalejwa eahat roke

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke

raswanti naar aayi saz ke singaar aayi 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

madhuban ki kaliyaan mahke mahke 

raswanti naar aayi

Explore this song